Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Neeti Mohan, Rashid AliRomantic Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Tu Hai - तू है सहारा तू है किनारा
tu hai sahara tu hai kinara
tu hai yara, yara
tu mera pyar hai
meri dhadkan ki yahi pukar hai
tu gul hai, haar hai
tu hai mausam, tu meri bahaar hai
tu hai sahara tu hai kinara
tu hai yara

mere savaal khwabo khaylo me tu hai
meri dua me meri wafa me tu hai
meri nazar me meri nigaaho me tu hai
khwabo me bhi tera anjana
chhod jana fir kadmo ka nisha

tu mera pyar hai
meri dhadkan ki yahi pukar hai
tu gul hai, haar hai
tu hai mausam, tu meri bahaar hai
teri sada me koi nasha ka tarana
teri adaye sabse juda hain jana
tu dagar hai tu hi safar hai suhana
tu raato ka koi shay yaara
tu mere jivan ki pahli subah
u mera pyar hai
meri dhadkan ki yahi pukar hai
tu hai sahara tu hai kinara
tu hai yaara, yaara, yaara
lyrics of song Tu Hai
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Tu Hai (Autumn Love) (2013)
Rashid Ali, Neeti MohanRaqueeb AlamRashid Ali
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type