Video of this song from youtube
Tu Hai Jugnu Tu Hai Taara - तू है जुगनू तू है तार
SingerSwanand Kirkire
Music byAnindya Chatterjee
LyricistSwanand Kirkire
Actor
Category
MovieShastry Virudh Shastry (2023)
Lyrics of Tu Hai Jugnu Tu Hai Taara - तू है जुगनू तू है तार
de gaya aaj toota taara
meri manzil ka woh pata
jo chhupa tha mere andar
mann yeh kahan dhundhta
hoo
chak de tu dil ka andhera hoo
bas pyaar hi jo na haara aaa
pinjre se udd chalein rehbara
nike nikke jugnu ban ke
hum tum jag mein karein ujaala
nike nikke jugnu ban ke
hum tum jag mein karein ujaala
neele neele ambar paani
hoga harsu rang bahaara
nike nikke jugnu ban ke
hum tum jag mein karein
ujaala
aankhon se aazaad kar
khwaabon ki sau titliyaan
mehkega ab khushboo se
tera mera aashiyaan
aao hum is duniya se
nafraton ko de bhaga
dil se dil ka naata ho
insaaniyat se waasta yun
has de tu khul ke o yaara kyun
lagta hai khud se hi haara aa
ek dooje pe ho meherbaan
nike nikke jugnu ban ke
hum tum jag mein karein ujaala
nike nikke jugnu ban ke
hum tum jag mein karein
ujaala
neele neele ambar paani
hoga harsu rang bahaara
nike nikke jugnu ban ke
hum tum jag mein karein ujaala
meri manzil ka woh pata
jo chhupa tha mere andar
mann yeh kahan dhundhta
hoo
chak de tu dil ka andhera hoo
bas pyaar hi jo na haara aaa
pinjre se udd chalein rehbara
nike nikke jugnu ban ke
hum tum jag mein karein ujaala
nike nikke jugnu ban ke
hum tum jag mein karein ujaala
neele neele ambar paani
hoga harsu rang bahaara
nike nikke jugnu ban ke
hum tum jag mein karein
ujaala
aankhon se aazaad kar
khwaabon ki sau titliyaan
mehkega ab khushboo se
tera mera aashiyaan
aao hum is duniya se
nafraton ko de bhaga
dil se dil ka naata ho
insaaniyat se waasta yun
has de tu khul ke o yaara kyun
lagta hai khud se hi haara aa
ek dooje pe ho meherbaan
nike nikke jugnu ban ke
hum tum jag mein karein ujaala
nike nikke jugnu ban ke
hum tum jag mein karein
ujaala
neele neele ambar paani
hoga harsu rang bahaara
nike nikke jugnu ban ke
hum tum jag mein karein ujaala
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
