Video of this song from youtube
Tu Hain Karishmaa - करिश्मा, करिश्मा
Lyrics of Tu Hain Karishmaa - करिश्मा, करिश्मा
karishma, karishma
tu hai karishma
tu hai dhadkan har dil ki
har dil ki tamanna
sach hai ki tu hai karishma

tu hai wo sahara
jivan ka ujala
kar de jo roshan zindgi
jannat ho ye zami
lov pe tere ho hansi
teri karu main bandgi
tu hai sau chehro ka darpan
teri ek khushi se
mahka hai sara chaman
karishma, karishma
tu hai karishma
tu hai dhadkan har dil ki
har dil ki tamanna
sach hai ki tu hai karishma

karishma, karishma
tu hai karishma
tu hai dhadkan har dil ki
har dil ki tamanna
sach hai ki tu hai karishma
lyrics of song Tu Hain Karishmaa
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films