Video of this song from youtube
Tuhi Bata Tujhe Pane Ka Kon Sa Hai Tarika - तूही बता तुझे पाने का कौन सा है तरीका
SingerAsha Bhosle, Kishore Kumar
Music byRavindra Jain
LyricistIndeevar
Actor
Category
MovieEk Gaon Ki Kahani (1975)
Lyrics of Tuhi Bata Tujhe Pane Ka Kon Sa Hai Tarika - तूही बता तुझे पाने का कौन सा है तरीका
tuhi bata tujhe pane ka kaun sa hai tarika
pahli mulakat me hi kisi ko milta nahi dil kisi ka
tuhi bata tujhe pane ka kon sa hai tarika
anghuthi pahnau nahi nahi ya sadi dilwau
ho saugaat du kya tujhe chandi sona dikhake
sadi anghuthi dilake ho pa na sakega mujhe
hai saugaat bahana mujhe to hai pyar jatana
daulat se koi kar na sakega sauda meri jindagi ka

naino ke madhu pyale hoth tere raswale
ho ye kaise banenge mere
pahle doli lana preet ko dulhan banana
tab sang chalungi tere hame milna hai jaruri
to kaisi aaj ye duri na socho bicharo dil pahle haro
jo dil jitna ho kisi ka tuhi bata tujhe pane ka kon sa hai tarika
are are kah to diya mujhe pane ka bas yahi hai tarika
tarika bas yahi hai tarika tarika bas yahi hai tarika

Comments on song "Tuhi Bata Tujhe Pane Ka Kon Sa Hai Tarika"
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

Film cast: Rakesh Pandey, Manjula, Jayshree Gadkar,
Singer: Mohammed Rafi, Kishore Kumar, Asha Bhosle, Usha Mangeshkar, Manna
Dey, Jaspal Singh
Lyricist: Indeevar
Music Director: Ravindra Jain
Film Director: Dulal Guha, S S Balan
Film Producer: S S Balan