Lyrics of Tu Is Tarah Se Meri Zindagi Me Shaamil Hai (By Hemlata) - तू इस तरह से मेरी ज़िंदगी में शामिल है
tu iss tarah se meri jindagi me shamil hai
tu iss tarah se meri jindagi me shamil hai
jaha bhi jao yeh lagta hai teri mehfil hai
tu iss tarah se meri jindagi me shamil hai
ye aasmaan ye badal ye raste ye hava
ye aasmaan ye badal ye raste ye hava
har ek chiz hai apni jagah thikane pe
kai dino se shikayat nahi zamane se
ye zindagi hai safar tu safar ki manzil hai
jaha bhi jao yeh lagta hai teri mehfil hai
tu iss tarah se meri jindagi me shamil hai
har ek phul kisi yaad sa mahakta hai
har ek phul kisi yaad sa mahakta hai
tere khayaal se jaagi hui fizaaye hai
ye sabz ped hai yaa pyaar ki duaaye hai
tu paas ho ki nahi phir bhi tu mukaabil hai
jaha bhi jao yeh lagta hai teri mehfil hai
tu iss tarah se meri jindagi me shamil hai
har ek shay hai muhabbat ke nur se roshan
har ek shay hai muhabbat ke nur se roshan
ye roshni jo na ho jindagi adhuri hai
raah-e-wafa me koi hamsafar jaruri hai
ye rasta kahi tanha kate to mushkil hai
jaha bhi jao yeh lagta hai teri mehfil hai
tu iss tarah se meri jindagi me shamil hai

I have heard about this incident too. Even today, when I pass thru
Mohd.Rafi Chowk at Bandra, Mumbai, I pray for the great man. But it pains
me when people comapre Rafi with Kishore or any other singer. All of them
are great in their respective areas. There are times when you feel like
listening to a Rafi song, sometimes when you feel like listening to a
Kishore or Mukesh song etc. When these singers themselves loved and
respeced each other, the common man must not make any attempts to compare