Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.43 - 7 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Tufano Se Khele Meri Naav - तुफानो से खेले मेरी नावो
tufano se khel meri naavo
haiya haiya ho haiya haiya
sar na fodo maujo ko samjhao
haiya haiya haiya

aa aa aa aa
gam nahi hain jo tej hain dhara
gam nahi hain jo tej hain dhara
deta hain tufa dil ko sahara
deta hain tufa dil ko sahara
chaho to mil jayegi, inhi maujo me kinara
maujo me kinara
maujo ke jhulo me jhule jao
haiya haiya ho haiya haiya
tufano se khel meri naavo
haiya haiya ho haiya haiya

aa aa aa aa
mana bichha hain jaal bhanwar ka
mana bichha hain jaal bhanwar ka
paar utrna hain kaam jigar ka
paar utrna hain kaam jigar ka
kahte hain jise jindagi, jamana hain safar ka
jamana hain safar ka
sahil aa jayega bat jao
haiya haiya ho haiya haiya
tufano se khel meri naavo
haiya haiya ho haiya haiya
lyrics of song Tufano Se Khele Meri Naav
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Baghi (1953)
Ranjan, Naseem Banoo, Pran, Shammi, Mukri, Anwar Hussan, B M VyasLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar, Asha BhosleMajrooh SultanpuriMadan MohanAnant ThakurBaghi at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type