Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Tujhe Dekha To Yaad Aa Gaya
2.45 - 205 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Tujhe Dekha To Yaad Aa Gaya - तुझे देखा तो याद आ गया
tujhe dekha to yad aa gaya koi sapna
tujhe dekha to yad aa gaya koi sapna
tu kaun hai mujhe bata do de pata apna
tujhe dekha to yad aa gaya koi sapna
tu kaun hai mujhe bata do de pata apna
tujhe dekha to yad aa gaya

yahi surat mere khwabo me muskurati hai
inhi aankho me dil ki dunia dub jati hai
inhi baho me meri har khushi balkhati hai
tujhe dekha to yad aa gaya koi sapna
tu kaun hai mujhe bata to de pata apna
tujhe dekha to yad aa gaya

mile nazre to saukh dhadkan gungunati hai
jara sanso me koi bijli chamak jati hai
diwane dil ki har tamanna dagamga jati hai
tujhe dekha to yad aa gaya koi sapna
tu kaun hai mujhe bata to de pata apna
tujhe dekha to yad gaya

nasha ban kar kyu mere dil pe chaye jate ho
ab to har saye me bas tumhi tum najar aate ho
bejuba dil par haye kyu ye sitam dhate ho
tumhe dekha to yad aa gaya koi sapna
tu kaun hai mujhe bata to de pata apna
tujhe dekha to yad aa gaya koi sapna
lyrics of song Tujhe Dekha To Yaad Aa Gaya
Comments on song "Tujhe Dekha To Yaad Aa Gaya"
Gudiya Yadav on Friday, May 30, 2014
I was looking this song for a long time thanks for uploading a beautiful
song
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Rustom Kaun (1966)
Randhwa, Mumtaz, Malika, Hercules, Jagdeep, Shyam Kumar, Aruna Irani, Tun Tun, Kamal MehraKrishna Kalle, Manna Dey, Suman KalyanpurAnjaan, Yogesh GaudRobin BanerjeeDharam KumarRustom Kaun at IMDB      Rustom Kaun at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type