Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Tujhe Dilbar Bulaya Pasand Karke
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Tujhe Dilbar Bulaya Pasand Karke - तुझे दिलबर बुलाया पसंद करके
tujhe dilbar bulaya pasand karke
aaj rakhungi dibiya me band karke
chup na rahungi main na darungi, kah ke rahungi
munda naram, munda naram aur kudi garam
munda naram aur kudi garam
munda naram kudi garam
munda naram hoye munda naram aur kudi garam
munda naram aur kudi garam

lag ja gale koi dekhta nahi
lag ja gale koi dekhta nahi
tere mere siwa koi tisra nahi
tere mere siwa koi tisra nahi
kab tak o julmi satata rahega
raato ki ninde udata raehga
chup na rahungi main na darungi, kah ke rahungi
murga naram, murga naram aur murgi garam
murga naram aur murgi garam
munda naram kudi garam
munda naram hoye munda naram aur kudi garam
munda naram aur kudi garam

tujhko tujhi se maang lungi
tujhko tujhi se maang lungi
palko ki dor se baandh lungi
palko ki dor se baandh lungi
har chiz masti me dubi huyi
ander se tapti hu bhigi huyi
chup na rahungi main na darungi, kah ke rahungi
chhora naram, chhora naram aur chhori garam
chhora naram aur chhori garam
munda naram kudi garam
munda naram hoye munda naram aur kudi garam
munda naram aur kudi garam

mard hoke itna tu darta hai kyu
mard hoke itna tu darta hai kyu
husn se saluk aisa karta hai kyu
husn se saluk aisa karta hai kyu
lut le jawani me jawani ka maja
sun mere patthar ke o dilruba
chup na rahungi main na darungi, kah ke rahungi
udka naram, udka naram
oye oye udki garam
udka naram oye oye udki garam
munda naram kudi garam
munda naram hoye munda naram aur kudi garam
murga naram aur murgi garam
chhora naram aur chhori garam
lyrics of song Tujhe Dilbar Bulaya Pasand Karke
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Raat Ke Andhere Mein (1987)
Javed Khan, Deepika, Mazhar KhanKavita Krishnamurthy, Vinod Rathod, Milan SinghNarendra Roshan, Balbir Nirdosh, Gauhar Kanpuri Surender KohliVinod TalwarVinod TalwarRaat Ke Andhere Mein at IMDB      Raat Ke Andhere Mein at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type