Video of this song from youtube
Advertisement
Tum Aur Main Aur Munna Pyara - तुम और मैं और मुन्ना प्यारा
Lyrics of Tum Aur Main Aur Munna Pyara - तुम और मैं और मुन्ना प्यारा
tum aur main aur munna pyara
gharva hoga swrag hamara
tum aur main aur munna pyara
gharva hoga swrag hamara

munna ki mithi hasiyo se
nitay gunjega swrag hamara
munna ki mithi hasiyo se
nitay gunjega swrag hamara
munna syana ho javega
chun mun si bahan lavega
munna syana ho javega
chun mun si bahan lavega
chote munna ki hasiyo se
phir gunjega swrag hamara
chote munna ki hasiyo se
phir gunjega swrag hamara

jivan ki in madhu laharo me
nitay jhulega swrag hamara
jivan ki in madhu laharo me
nitay jhulega swrag hamara
tum aur main aur munna pyara
gharva hoga swrag hamara
tum aur main aur munna pyara
gharva hoga swrag hamara

lyrics of song Tum Aur Main Aur Munna Pyara
Nirmala (1938) - Movie Details
Film CastDevika Rani, Ashok Kumar, Maya Devi, Balwant Singh, Sankatha, Mumtaz Ali, Nazir Bedi, P.F. Pithawala, Saroj Borkar, M. Nazir, Gulab SingerDevika Rani, Meera, Ashok Kumar, Arun Kumar, Balwant Singh, Mumtaz AliLyricistJamuna Swaroop Kashyap NaatwanMusic BySaraswati DeviDirectorFranz OstenExternal LinksNirmala at IMDB      YouTubeNirmala at YT    Nirmala at YT(2)    
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name ((Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement