Video of this song from youtube
Tum Hamare Ho Naa Sake - तुम हमारे हो सके ना
SingerMohammed Aziz
Music byIqbal Qureshi
LyricistMadhosh Bilgrami
ActorRaj Kiran, Akshay Anand, Harsha Mehra
CategorySad Songs
MovieSpot Boy (1996)
Lyrics of Tum Hamare Ho Naa Sake - तुम हमारे हो सके ना
tum hamare ho sake naa
ham tumhare ho sake
chand lamho me hui hai
umarbhar ki dooriyaan
sar ko apne phod lete
sar ko apne phod lete
raah hume pathar naa kahe
dekho duniya walo apne
har kadam majbooriyaan
tum khuda ho tum shamaan ho
tum khuda ho tum shamaan ho
haan tumhi ho aasmaan
ham to besurat hai
ham me kuch nahi hai khubiyaan
har taraf ab aag hogi
har taraf ab aag hogi
khaak hoga ye jahan
mere tute dil se udati
hain yahi chingariyaan
chand lamho me hui hai
umarbhar ki dooriyaan
ham tumhare ho sake
chand lamho me hui hai
umarbhar ki dooriyaan
sar ko apne phod lete
sar ko apne phod lete
raah hume pathar naa kahe
dekho duniya walo apne
har kadam majbooriyaan
tum khuda ho tum shamaan ho
tum khuda ho tum shamaan ho
haan tumhi ho aasmaan
ham to besurat hai
ham me kuch nahi hai khubiyaan
har taraf ab aag hogi
har taraf ab aag hogi
khaak hoga ye jahan
mere tute dil se udati
hain yahi chingariyaan
chand lamho me hui hai
umarbhar ki dooriyaan
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

