Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Tum Kaun Ho, Batao Tumhara Naam Hai Kya
4.27 - 11 votes
Mala Sinha, BiswajeetHappy Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Tum Kaun Ho, Batao Tumhara Naam Hai Kya - तुम कौन हो, बताओ तुम्हारा नाम है क्या
tum kon ho batao tumhara naam hai kya, naam hai kya
ek ajanabi najar ka yaha kaam hai kya
kaam hai kya, tum kon ho
tum kon ho batao tumhara naam hai kya, naam hai kya
tum kon ho batao tumhara naam hai kya, naam hai kya
ek ajanabi najar ka yaha kaam hai kya
kaam hai kya, tum kon ho

is raste ka naam hai sapano ki rehgujar
is raste ka naam hai sapano ki rehgujar
tum ho paraye aur ye apno ki rah gujar
jis raah se kyun gujare vo aam hai kya, naam hai kya
tum kon ho batao tumhara naam hai kya
naam hai kya, tum kon ho

hum vo nahi jo maan le yuhi kisi ki baat
hum vo nahi jo maan le yuhi kisi ki baat
hum vo nahi jo chal pade bechainiyo ke sath
is baat ka pata hai tumhe anjaam hai kya anjaam hai kya
tum kon ho batao tumhara naam hai kya
naam hai kya, tum kon ho

vaise to hum bhi aaj kal rehate hai bekarar
vaise to hum bhi aaj kal rehate hai bekarar
tum ye kahin na sochna kar lenge tumse pyar
is pyar se zara ye koi badnaam hai kya
tum kon ho batao tumhara naam hai kya, naam hai kya
ek ajnabi najar ka yaha kaam hai kya
kaam hai kya, tum kon ho
lyrics of song Tum Kaun Ho, Batao Tumhara Naam Hai Kya
Comments on song "Tum Kaun Ho, Batao Tumhara Naam Hai Kya"
yuanyuanyuanyin on Monday, January 02, 2012
- You are most welcome, my dear friend and thank you for your kind words.
I wish you and the family a very happy/prosperous new yea, 2012.
May God bless you all.
Rmehtacpa on Monday, April 22, 2013
Vaishe to humbhi aajkal rehte hai bekarar tum ye kabhi na sochna karlenge
tumse pyaar
vallyammal on Monday, December 24, 2012
this is a great composition which i liked very much...
Mamta VANI on Thursday, October 16, 2014
Nice song. :-)
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Aasra (1966)
Biswajeet, Mala Sinha, Ameeta, Jagdeep, Balraj Sahni, Nirupa Roy, David, Bela Bose, Farida Dadi, Master Shahid, Laxmi Chhaya, Polsan, Sabina, Lata Arora, Archana Kapoor, Narbada ShankarAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Usha MangeshkarAnand BakshiLaxmikant Kudalkar, PyarelalSatyen BoseMadan MohlaAasra at IMDB      Aasra at WikipediaAasra at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type