Lyrics of Tum Kya Jano Mere Mathe Ki Bindiya Ka Mol - तुम क्या जानो तुम क्या जानो
tum kya jano tum kya jano
more mathe ki bindiya ka mol ha mol
tum kya jano tum kya jano
gori main janu pehchanu o gori o gori
gori main janu pehchanu
tore bale jobanva ka mol ho mol
tum kya jano tum kya jano
more jhumar ki ladiya chamak damak
more jhumar ki ladiya chamak damak
more baiya se jag re chanak chanak
more baiya se jag re chanak chanak
chalu payal ki
chalu payal ki dhun me lachak lachak
chalu payal ki dhun me lachak lachak
are hoto pe nathni kalol kalol
tum kya jano tum kya jano
more mathe ki bindiya ka mol
more mathe ki bindiya ka mol ha mol
tum kya jano tum kya jano
tore naino ka tore naino ka kajra palat palat
tore naino ka kajra palat palat o gori o gori
tore joban ki madhura chhalak chhalak
tore joban ki madhura chhalak chhalak
jab dekhan ko aaye tori jhalak jhalak
jab dekhan ko aaye tori jhalak jhalak
jara ghunghat kevadiya ko khol ha khol
tum kya janotum kya jano
more mathe ki bindiya ka mol ha mol
tum kya jano tum kya jano
mori bali umariya dhadak dhadak
Kaneez {1949}: Shyam, Munawar Sultana, Urmila Devi, Kuldeep Kaur, Tiwari, Jillo Bai, Cuckoo, iri Bai, Shyama, Khwaja Sabir as Hamid, Ramesh Sinha as Seth Akbar, Nazir Kashmiri, Master Naresh; Lyricist's: Hasrat Lucknavi, Sarshar Sailani, Shatir Ghaznavi & Harishchandra Akhtar; Music Director: Ghulam Haider & Hansraj Behl; background Music:O.P.Nair; Singers:Mohd.Rafi, Shamshad Begum, Surinder Kaur, Geeta Roy, Zeenat Begum, G.M.Durrani, S.D.Batish & Rajkumari; Produced & Directed by:Krishna Kumar