Video of this song from youtube
Tum Mujhe Saugat Me Ye Badan Chandi Ka De Do - तुम मुझे सौगात में ये बदन चांदी का दे दो
Lyrics of Tum Mujhe Saugat Me Ye Badan Chandi Ka De Do - तुम मुझे सौगात में ये बदन चांदी का दे दो
tum mujhe saugaat mein
ye badan chandi ka de do
tum mujhe saugaat mein
ye badan chandi ka de do
main tumhari badan tumhara
tum vachan shaadi ka de do
tum mujhe saugaat mein
ye badan chandi ka de do

har najar mastiya har ada saukhiya
sar se panv talak saikado bijliya
cahlta firta bijali se
thoda sa jal jaane do
chanchal mast jawani ko
baaho mein dhal jane do
tum mujhe saugaat mein
ye badan chandi ka de do
main tumhari badan tumhara
tum vachan shaadi ka de do
tum mujhe saugaat mein
ye badan chandi ka de do

pya ko pyar ki raushani dijiye
jo hamesha rahe wo khushi dijiye
sajni ke sang saajan ho
hansta gaaya jivana ho
pal do pal saath nahi
janm janm ka bandhan ho
tum mujhe saugaat mein
ye badan chandi ka de do
main tumhari badan tumhara
tum vachan shaadi ka de do
tum mujhe saugaat mein
ye badan chandi ka de do

maan bhi jayiye yu na shrmayiye
duniya kis liye paas aa jayiye
duniya ki jo rashme hai
un rashmi ko todo na
tan man ka jo rishta hai
wakt se pahle jodo na
tum mujhe saugaat mein
ye badan chandi ka de do
main tumhari badan tumhara
tum vachan shaadi ka de do
tum mujhe saugaat mein
ye badan chandi ka de do
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films