Video of this song from youtube
Average Rating : 4.56
Total Vote(s) : 9
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Tum Nahi Ya Hum Nahi - तुम नही या हम नही
mehfil mein aaj jhum ke shabaab aa gaya
sitamgar tere sitam ka jabaab aa gaya aa
humse aake aankh milaaye humse aake aankh milaaye
aankh milaaye tu kya aankh milaaye
tujhme itna dum nahi tujhme itna dum nahi
ho aaj faisala ho jaayega ho ho jaayega ho jaayega
aaj faisala ho jaayega
tum nahi ya hum nahi tum nahi ya hum nahi
mehfil waale yeh bhi sun le yeh bhi sun le tum bhi sun lo
hum bhi kisi se kam nahi hai aaj faisala ho jaayega
tum nahi ya hum nahi tum nahi ya hum nahi

baraso se jo dil mein lagi ho
aag bujhaakar jaayenge aag bujhaakar jaayenge
jo humko mitaane aaye hai hum unko mitaakar jaayenge
hum unko mitaakar jaayenge maar ke dushman ko mar jaaye
maar ke dushman ko mar jaaye
phir toh hume koyi gum nahi phir toh hume koyi gum nahi
aaj faisala ho jaayega ho ho jaayega ho jaayega
tum nahi ya hum nahi tum nahi ya hum nahi

ho parade mein rehane do kyo
apni aukaat dikhaati ho chhoti si chinti hokar
kyu parbat se takraati ho dum bhar ke liye bhi thehar sako
dum bhar ke liye bhi thehar sako
itna bhi tujhme dum nahi itna bhi tujhme dum nahi
aaj faisala ho jaayega ho ho jaayega ho jaayega
aaj faisala ho jaayega
tum nahi ya hum nahi tum nahi ya hum nahi
aurat se takraate ho tum aurat se takraate ho
yeh mardo waala kaam nahi
kya iska natija nikalega socha
tumane anjaam nahi sine mein agar kuch himmat hai
to humse aankh milaao tum
hansi ko mitaakar hasi ko mitaakar
na rakh du to mohan mera naam nahi
jab hum maidaan mein aa hi gaye
jab hum maidaan mein aa hi gaye
ye samajho ki phir tum nahi ye samajho ki phir tum nahi
aaj faisala ho jaayega
ho ho jaayega ho jaayega aaj faisala ho jaayega
tum nahi ya hum nahi tum nahi bas tum nahi

hai teri ye majaal to mujhse kare sawaal
teri chhutti kara du tera takhta uda du
are bemaut na mar tu apni hi fikar kar
bura har kaam mera kayaamat naam mera
main chutaki se masal du main jute se kuchal du
julum se mera rishta maut ka main farishta
maut ka main farishta
nahi koy mera saani tu maange daana paani
ho kaala naag hoon main toh jalati aag hoon main
mitaakar khaak kar du jalaakar khaak kar du
gunaah aur paap hoon main tera bhi baap hoon main
kya, tera bhi baap hoon main kya, tera bhi baap hoon main
kya, tera bhi baap hoon main
lyrics of song Tum Nahi Ya Hum Nahi
Comments on song "Tum Nahi Ya Hum Nahi"
Yagnesh Trivedi on Thursday, April 04, 2013
I heard Kishore singing for Ajit for the first time in this song. Kishore
is really funny in this song. Even for one line Kishore sings for Raaj
Kumar. Rafi is Okay, Asha is good but Kishore is great in this song which
sounds more like other Kawwali songs like 1977's Parda Hai Parda of Rafi.
One line from that song is copied here as "Mohan mera naam nahi" replacing
"Akbar mera Naam Nahi" from Amar Akbar Anthony movie.
Imtiaz Khan on Tuesday, October 14, 2014
Mohammed Rafi surpasses all singers in this qawali! Kishore is no match for
Mohammed Rafi!
Arif Akhtar on Saturday, August 01, 2015
M rafi is the best unka koi muqabla nahin
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Karmayogi (1978)
Raaj Kumar, Mala Sinha, Rekha, Reena Roy, Jeetendra, Ajit, Yogita Bali, Dheeraj Kumar, Master Abbas, Sudhir Dalvi, Dhumal, Nasir Hussain, Jagdeep, Gajanan Jagirdar, Jankidas, Jagdish, Chandrashekhar, Kanhaiya LalAsha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Manna Dey, Mohammed RafiVarma MalikKalayanji, AnandjiRam MaheshwariAnil SuriKarmayogi at IMDB      Karmayogi at WikipediaKarmayogi at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type