Video of this song from youtube
Tum Pukaar Lo, Tumhara Intazaar Hai - तुम पुकार लो, तुम्हारा इन्तज़ार है
Lyrics of Tum Pukaar Lo, Tumhara Intazaar Hai - तुम पुकार लो, तुम्हारा इन्तज़ार है
tum pukar lo, tumhara intjaar hain
tum pukar lo
khwab chun rahi hain raat, bekarar hain
tumhara intjaar hain, tum pukar lo

hoth pe liye huye dil ki baat hum
jaagte rahenge aur kitni raat hum
hoth pe liye huye dil ki baat hum
jaagte rahenge aur kitni raat hum
muktsar si baat hain tum se pyar hain
tumhara intjaar hain, tum pukar lo

dil bahal to jayega is khayal se
haal mil gaya tumhara apne haal se
dil bahal to jayega is khayal se
haal mil gaya tumhara apne haal se
raat ye karar ki bekarar hain
tumhara intjaar hain
lyrics of song Tum Pukaar Lo, Tumhara Intazaar Hai
Comments on song "Tum Pukaar Lo, Tumhara Intazaar Hai"
dampuwaiting on Wednesday, September 29, 2010
great song. n yeah agree wid jomy123. aishwarya does not fit in this song in any regard. anyways, thnx a lot. lovd it :)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films