Video of this song from youtube
Lyrics of Tum Samne Aakar Jis Dam Jalwa Sa Dikha Jate Ho - तुम सामने आ कर जिस दम जलवा सा दिखा जाते हो
tum saamne aa kar jis dum jalwa sa dikha jaate ho
kuch tum ko khabar hai dil me ik aag laga jaate ho
tum hath pakad kar mera jab pyar jata jate ho
ik dard mita dete ho ik dard badha jate ho

jo door rahe dil baithe paas aaye to zaalim dhadke
jo door rahe dil baithe paas aaye to zaalim dhadke
shola to nazar na aaye aur aag si dil me bhadke
dum bhar ke liye kyu aa kar ye aag bujha jaate ho
ik dard mita dete ho ik dard badha jate ho
tum saamne aa kar jis dum jalwa sa dikha jaate ho
kuchh tum ko khabar hai dil me ik aag laga jaate ho

ik pyar ne kab se dil ko diwana bana rakha hai
ik pyar ne kab se dil ko diwana bana rakha hai
duniya to hai duniya khud se begana bana rakha hai
tum apne siwa duniya ki har chiz bhula jaate ho
ik dard mita dete ho ik dard badha jate ho
tum saamne aa kar jis dum jalwa sa dikha jaate ho
kuchh tum ko khabar hai dil meik aag laga jaate ho

kab tak ye bichhad kar milna mil mil ke bichhadte rehna
kab tak ye bichhad kar milna mil mil ke bichhadte rehna
jo tum ne kaha hai hum se hum ko bhi wohi hai kehna
do chaar ghadi milte ho aur hosh uda jaate ho
ik dard mita dete ho ik dard badha jate ho
lyrics of song Tum Samne Aakar Jis Dam Jalwa Sa Dikha Jate Ho
Comments on song "Tum Samne Aakar Jis Dam Jalwa Sa Dikha Jate Ho"
Eswar Nakka on Monday, September 05, 2011
Dear MegaRajji Good evening Very beautiful song. Thanks for loading
Blessings Mahes
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Khazanchi (1958)
Balraj Sahni, Rajendra Kumar, Shyama, Chitra, Manorama, Helen, Rajan Haksar, Amar, Anwar, S N Banerjee, Keshto Mukherjee, Minu Mumtaz, ShammiMohd. Rafi, Asha BhosleRajinder KrishanMadan MohanP N AroraM L AroraKhazanchi at IMDB      Khazanchi at WikipediaKhazanchi at YouTube     |    Khazanchi at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type