Video of this song from youtube
Tum Se - तुम से
SingerSachin Jigar, Varun Jain, Raghav Chaitanya
Music bySachin Jigar
LyricistIndraneel
ActorShahid Kapoor, Kriti Sanon
Category
MovieTeri Baaton Mein Aisa Uljha Jiya (2024)
Lyrics of Tum Se - तुम से
alag tujhme asar kuch hai
ke dikhta nahi magar kuch hai
fidaa hoon main toh ek nazar bas
ek nazar bas, ek nazar takk ke
lage bhi toh ye aur kidhar ab
aur kidhar dil sang tere lagg ke
sahi woh bhi lage mujhko
galat tujh mein agar kuch hai
alag tujhme asar kuch hai
tum se kiran dhoop ki
tum se siyaah raat hai
tum bin main bin baat ka
tum ho tabhi kuch baat hai
tum se kiran dhoop ki
tum se siyaah raat hai
tum bin main bin baat ka
tum ho tabhi kuch baat hai
teri yeh sohbat huyi
mujhe naseeb hai jab se
thoda toh behtar khuda kasam
hua hoon main mujhse
hai tu hi tu tassavur mein
hai tu hi tu tassavur mein
kahan apni khabar kuch hai
alag tujhme asar kuch hai
tum se kiran dhoop ki
tum se siyaah raat hai
tum bin main bin baat ka
tum ho tabhi kuch baat hai
ke dikhta nahi magar kuch hai
fidaa hoon main toh ek nazar bas
ek nazar bas, ek nazar takk ke
lage bhi toh ye aur kidhar ab
aur kidhar dil sang tere lagg ke
sahi woh bhi lage mujhko
galat tujh mein agar kuch hai
alag tujhme asar kuch hai
tum se kiran dhoop ki
tum se siyaah raat hai
tum bin main bin baat ka
tum ho tabhi kuch baat hai
tum se kiran dhoop ki
tum se siyaah raat hai
tum bin main bin baat ka
tum ho tabhi kuch baat hai
teri yeh sohbat huyi
mujhe naseeb hai jab se
thoda toh behtar khuda kasam
hua hoon main mujhse
hai tu hi tu tassavur mein
hai tu hi tu tassavur mein
kahan apni khabar kuch hai
alag tujhme asar kuch hai
tum se kiran dhoop ki
tum se siyaah raat hai
tum bin main bin baat ka
tum ho tabhi kuch baat hai
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
