Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Tum Se Nazar Milake - तुम से नज़र मिलाके
tum se nazar milake
tum se nazar milake, pareshaa ho gayi
tum se nazar milake, pareshaa ho gayi
tumko kya kahun ki, main jawaa ho gayi
main jawaa, main jawaa, main jawaa ho gayi
main jawaa ho gayi, main jawaa ho gayi

nas nas aisi agni jaagi
nas nas aisi agni jaagi, mose raha naa jaye
solah baras ki ho gayi main ab koi use samjhaye
ho hay mai kaisi nadaa ho gayi
main jawaa, main jawaa, main jawaa ho gayi
main jawaa ho gayi, main jawaa ho gayi

laaj sharm ko chhod ke sajna
laaj sharm ko chhod ke sajna aayi tere dwaar
tere liye ham to hai mar mitane ko bhi taiyaar
ho kaise budhu pe main kurbaa ho gayi
main jawaa, main jawaa, main jawaa ho gayi
main jawaa ho gayi, main jawaa ho gayi

mujhko bana le apni dulhniyaa
mujhko bana le apni dulhniyaa o mere tu sajna
ab to mujhko apana bana le
pahna de tu kangana
ho samjha samjha ke main hairaan ho gayi
main jawaa, main jawaa, main jawaa ho gayi
tumse nazar milake
ho tumse nazar milake, pareshaa ho gayi
tumko kya kahun ki, main jawaa ho gayi
lyrics of song Tum Se Nazar Milake
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Tujhe Nahin Chhodunga (1991)
Shekhar Suman, Zeenat Aman, Amrish Puri, Swapna, Suresh Oberoi, Akbar Khan, Shafi Inamdaar, Sujit Kumar, Satyen Kappu, Krishan Dhawan, Goga Kapoor, Kader KhanAlka Yagnik, Anuradha Paudwal, Amit Kumar, Mohammed Aziz, Kishore KumarAbdul SattarC.P. BhatiIqbal SattarAbdul SattarTujhe Nahin Chhodunga at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type