Video of this song from youtube
Tumhare Karan - तुम्हरे कारन
thumb coming soon

4.00 - 2 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Tumhare Karan - तुम्हरे कारन
tumhare karan sab sukh chhoda, ab mohe kyu tarsaav ho

birah beeta laage ud antar, birah beeta laage ud antar
so tum aaye bujhaaw ho

ab chhodat nahi bane prbhu ji, ab chhodat nahi bane prbhu ji
hans kar torat bolaav ho
meera basi janam janam ki, meera basi janam janam ki
ang se ang lagaav ho
tumhare karan sab sukh chhoda, ab mohe kyu tarsaav ho
birah beeta laage ud antar, birah beeta laage ud antar
so tum aaye bujhaaw ho
tumhare karan sab sukh chhoda, ab mohe kyu tarsaav ho
lyrics of song Tumhare Karan
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films