Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Tumne Humse Kinara Kya Kiya - तुमने हमसे किनारा क्या किया
tumne humse kinara kya kiya
humne sabse kinara kar liya
pyar ko humne de di zindgi
pyar ne humko gam hi gam diya
tumne humse kinara kya kiya
humne sabse kinara kar liya

sath tumhara manga na mil saka
sath tumhara manga na mil saka
mil gai sari umr ko tanhai
naam wafa ka lenge na fir kabhi
karke wafa hume wo saja pai
kismat duniya sanam khuda
kismat duniya sanam khuda
kahe kis kis ki sukirya
pyar ne humko gam hi gam diya
tumne humse kinara kya kiya
humne sabse kinara kar liya

jin rango ka jadu tha chala
rang wo sare feeke pad gaye
hansne se pahle rona pada
basne se pahle hum ujad gaye
thokar sad me zakh tadap
thokar sad me zakh tadap
sau tufaan ek diya
pyar ne humko gam hi gam diya
dil jigar jane sab khak ho gaye
pyar ne humko aisa gam diya
tumne humse kinara kya kiya
humne sabse kinara kar liya
lyrics of song Tumne Humse Kinara Kya Kiya
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Kinara (Album) (2012)
Parveen Khan, Ravindra Jain, Javed Ali, Altamash Faridi, Ravi TripathiRavindra JainRavindra Jain
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type