Video of this song from youtube
Advertisement
Tune Chua To - तूने छुआ तो
thumb coming soon

3.00 - 1 votes
Lyrics of Tune Chua To - तूने छुआ तो
tune chhua toh kli se main phool ban gai
tune chhua toh kli se main phool ban gai
phool ban gai main shabaab ban gai
shabaab ban gai main sharaab ban gai
saari duniya ko jala du woh aag ban gai
tune chhua toh kli se main phool ban gai
phool ban gai main shabaab ban gai
shabaab ban gai main sharaab ban gai
saari duniya ko jala du woh aag ban gai
tune chhua toh kli se main phool ban gai

tune choom liya duniya bhar ke samne
o tune choom liya duniya bhar ke samne
arey ladki toh main achi thi
ladki toh main achi thi
kharaab ban gai haaye kharaab ban gai
saari duniya ko jala du woh aag ban gai
tune chhua toh kli se main phool ban gai

jitna jee chahe tu mujhe padhle baar baar
jitna jee chahe tu mujhe padhle baar baar
aaj main mohabbat ki aaj main mohabbat ki
kitaab ban gai haa kitaab ban gai
saari duniya ko jala du woh aag ban gai
tune chhua toh kli se main phool ban gai
phool ban gai main shabaab ban gai
shabaab ban gai main sharaab ban gai
saari duniya ko jala du woh aag ban gai
tune chhua toh kli se main phool ban gai










lyrics of song Tune Chua To
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement