Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 3 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Tune Jab Jivan Diya - तूने जब जीवन दिया
tune jab jivan diya
dukh se bhara jivan hai kyon
tune jab jivan diya
dukh se bhara jivan hai kyon
maa tera insaan hi
maa tera insaan hi
insaan ka dusman hai kyon
tune jab jivan diya
dukh se bhara jivan hai kyon
maa tera insaan hi
insaan ka dusman hai kyon
tune jab jivan diya
dukh se bhara jivan hai kyon

papiyo ka naas karne
kab tu fir se ayegi
papiyo ka naas karne
kab tu fir se ayegi
maa jo tune der ki
duniya teri mit jayegi
aaye hain sabhi to fir
nafrat ka ye chalan hai kyon
maa tera insaan hi
insaan ka dusman hai kyon
tune jab jivan diya
dukh se bhara jivan hai kyon

chhaw jo daya ki teri
mere sang sang chale
chhaw jo daya ki teri
mere sang sang chale
tanha me khada rahu
tufan ke mukable
hans rahe hain kyon andhere
roti har kiran hai kyon
maa tera insaan hi
insaan ka dusman hai kyon
tune jab jivan diya
dukh se bhara jivan hai kyon

maa tera insaan hi
insaan ka dusman hai kyon
maa tera insaan hi
insaan ka dusman hai kyon, maa
lyrics of song Tune Jab Jivan Diya
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Dushman (1990)
Mithun Chakraborty, Mandakini, Alok Nath, Ranjeet 1, Deepa Sahi, Sadashiv AmrapurkarAsha Bhosle, Amit Kumar, Sadhana SargamIndeevar, AnjaanR D BurmanShakti SamantaShakti SamantaDushman at IMDB      Dushman at WikipediaDushman at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type