Video of this song from youtube
Advertisement
Tune Khoob Racha Bhagwan Khilona Mati Ka - तूने खूब रचा भगवान खिलौना माटी का
SingerGeeta Dutt
Music byAvinash Vyas
LyricistKavi Pradeep
Actor
CategoryReligious Songs
MovieNaag Mani (1957)
Lyrics of Tune Khoob Racha Bhagwan Khilona Mati Ka - तूने खूब रचा भगवान खिलौना माटी का
tune khub racha bhagwan khilona mati ka
ise koi na saka pehchan khilona mati ka
tune khub racha bhagwan khilona mati ka
wah re tera insan vidhata
iska bhed samjh me na aata
dharti se hai iska nata
magar hawa me kille banata
apni uljhan aap badhata
apni uljhan aap badhata
hota khud hairan khilona mati ka
tune khub racha khub gada
bhagwan khilona mati ka
kabhi to ek dam rishta jode
kabhi achanak mamta tode
hoke paraya mukhda mode
apno ko majhdar me chhod e
sukh ki khoj me it ut daude
sukh ki khoj me it ut daude
kitna ye nadan khilona mati ka
tune khub racha khub gada
bhagwan khilona mati ka
ise koi na saka pehchan khilona mati ka
tune khub racha bhagwan khilona mati ka
ise koi na saka pehchan khilona mati ka
tune khub racha bhagwan khilona mati ka
wah re tera insan vidhata
iska bhed samjh me na aata
dharti se hai iska nata
magar hawa me kille banata
apni uljhan aap badhata
apni uljhan aap badhata
hota khud hairan khilona mati ka
tune khub racha khub gada
bhagwan khilona mati ka
kabhi to ek dam rishta jode
kabhi achanak mamta tode
hoke paraya mukhda mode
apno ko majhdar me chhod e
sukh ki khoj me it ut daude
sukh ki khoj me it ut daude
kitna ye nadan khilona mati ka
tune khub racha khub gada
bhagwan khilona mati ka
ise koi na saka pehchan khilona mati ka
tune khub racha bhagwan khilona mati ka
Comments on song "Tune Khoob Racha Bhagwan Khilona Mati Ka"
YTsongs on Monday, September 16, 2013
Mayb... Khuda be nahi banaya insan ko... insan ne banaya khuda ko.. Isi
liye to khud khuda ban Gaya man chahe tab!!!
Mayb... Khuda be nahi banaya insan ko... insan ne banaya khuda ko.. Isi
liye to khud khuda ban Gaya man chahe tab!!!
mastkalandr on Monday, September 16, 2013
A unique,divine cognition and sheer truth indeed , Thanks for sharing my
favorite and the best of Geeta Dutt.
A unique,divine cognition and sheer truth indeed , Thanks for sharing my
favorite and the best of Geeta Dutt.
mastkalandr on Monday, March 12, 2012
@manojmuir .. Friend ! You are welcome.. thanks for sharing my small
tribute..
@manojmuir .. Friend ! You are welcome.. thanks for sharing my small
tribute..
YTsongs on Monday, September 16, 2013
Beautifully put!!! So true! Even god can not understand his own!!!!Thanks.
Beautifully put!!! So true! Even god can not understand his own!!!!Thanks.
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement


Well said.. खुदा ने इंसान को बनाया, और,इंसान खुदा बन बैठा। He must not have
imagined that ... Thanks for sharing the best of Geeta Dutt- Kavi Pradeep &
Avinash Vyas.