Video of this song from youtube
Advertisement
Tune Mere Chain Vain Le Liya (Remix)
Lyrics of Tune Mere Chain Vain Le Liya (Remix)
ho tune mera chain wain le liya
ho tune mera chain wain le liya
azab sa dard ward de diya
ke kaisa hal wal kar diya
o balma

rag rag me ishk ka sahar
rag rag me ishk ka sahar
bhar diya
ho tune mera chain wain le liya
azab sa dard ward de diya
ke kaisa hal wal kar diya
o balma

teri tarishngi me
ek mukamal sa nasha hai
chahat ek saja hai
fir bhi iska ek maja hai
ek pal bhi dur mai
tujhse na rah saku
darde dil ko mai baya kar saku na
ho tune mera chain wain le liya
azab sa dard ward de diya
ke kaisa hal wal kar diya
o balma

meri har tadap se janeman tu aasna hai
tuhi meri jannat tu mere dil ka jaha hai
chaya rahe rat din madhoshiyo ka shama
hoshiyo me bhi ab mujhe hosh na
ho tune mera chain wain le liya
azab sa dard ward de diya
ke kaisa hal wal kar diya
o balma
rag rag me ishk ka sahar
rag rag me ishk ka sahar
bhar diya
ho tune mera chain wain le liya
azab sa dard ward de diya
ke kaisa hal wal kar diya
o balma
Comments on song "Tune Mere Chain Vain Le Liya (Remix)"
Zafar Ahmad on Thursday, August 13, 2015
Nice song
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement