Video of this song from youtube
Average Rating : 4.33
Total Vote(s) : 6
New Voting has been disabled for some time.


Lyrics of Ud Chala Panchi Ban Ke Man Mera Sagar Ke Paar - उड़ चला पंछी बन के मन सागर के पार
ud chala ud chala panchhi ban ke
man mera sagar ke par ud chala panchhi ban ke
man mera sagar ke par tu bhi aa sang mere dekh nazara
ye ek bar ud chala panchhi ban ke
man mera sagar ke par ud chala

ye zindagi bas ek bar milti hai milti hai
ye zindagi bas ek bar milti hai milti hai
murja ke phir ye kali kab khilti hai
bhar le apna daman in phulo se
kya aitbar ud chala panchhi ban ke
man mera sagar ke par ud chala

leke tera naam maine pukara hai pukara hai
leke tera naam maine pukara hai pukara hai
samjhe to kafi yahi ek ishara hai tera mera kya nata hai
tu sawan hai mai hu bahar ud chala panchhi ban ke
man mera sagar ke par ud chala panchhi ban ke
man mera sagar ke par tu bhi aa sang mere dekh nazara
ye ek bar ud chala panchhi ban ke
man mera sagar ke par ud chala
lyrics of song Ud Chala Panchi Ban Ke Man Mera Sagar Ke Paar
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Lafange (1975)
Randhir Kapoor, Mumtaz, Pran, Asha Sachdev, Anwar Hussan, Sapru, Sujit Kumar, Rajan, Gulshan Bawra, Rajan HaksarMohammed Rafi, Manna Dey, Asha Bhosle, Kishore Kumar, Lata MangeshkarAnand BakshiLaxmikant Kudalkar, PyarelalHarmesh MalhotraHarmesh MalhotraLafange at IMDB      Lafange at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type