Video of this song from youtube
Ulfat Ka Jab Kisi Ne Liya Naam - उल्फ़त का जब किसी ने लिया नाम, रो पड़े
SingerJagjit Singh
Music byJagjit Singh
Lyricist
Actor
CategoryGhazals
MovieDesires (Jagjit Singh) (1989)
Lyrics of Ulfat Ka Jab Kisi Ne Liya Naam - उल्फ़त का जब किसी ने लिया नाम, रो पड़े
ulfat ka jab kisi ne liya naam, ro pade
ulfat ka jab kisi ne liya naam, ro pade
apni wafa ka soch ke anjam, ro pade
ulfat ka jab kisi ne liya naam, ro pade
har sham ye sawal, mohabbat se kya mila
har sham ye sawal, mohabbat se kya mila
har sham ye jawab, ke har sham ro pade
ulfat ka jab kisi ne liya naam, ro pade
raah-e-wafa me humko, khushi ki talash thi
raah-e-wafa me humko, khushi ki talash thi
do gaam hi chale the, ke har gaam ro pade
apni wafa ka soch ke anjam, ro pade
ulfat ka jab kisi ne liya naam, ro pade
rona nasib me hai, to auro se kya gila
rona nasib me hai, to auro se kya gila
apne hi sar liya koi ilzaam, ro pade
ulfat ka jab kisi ne liya naam, ro pade
apni wafa ka soch ke anjam, ro pade
ulfat ka jab kisi ne liya naam, ro pade
ulfat ka jab kisi ne liya naam, ro pade
apni wafa ka soch ke anjam, ro pade
ulfat ka jab kisi ne liya naam, ro pade
har sham ye sawal, mohabbat se kya mila
har sham ye sawal, mohabbat se kya mila
har sham ye jawab, ke har sham ro pade
ulfat ka jab kisi ne liya naam, ro pade
raah-e-wafa me humko, khushi ki talash thi
raah-e-wafa me humko, khushi ki talash thi
do gaam hi chale the, ke har gaam ro pade
apni wafa ka soch ke anjam, ro pade
ulfat ka jab kisi ne liya naam, ro pade
rona nasib me hai, to auro se kya gila
rona nasib me hai, to auro se kya gila
apne hi sar liya koi ilzaam, ro pade
ulfat ka jab kisi ne liya naam, ro pade
apni wafa ka soch ke anjam, ro pade
ulfat ka jab kisi ne liya naam, ro pade
Comments on song "Ulfat Ka Jab Kisi Ne Liya Naam"
Salman Ahmad on Monday, February 16, 2015
..yes, that was 1994.
..yes, that was 1994.
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films


Bohot khoob ghazal hai, Salute to Late Jagjit Singh