Video of this song from youtube
Ulfat Ke Hain Kaam Niraale (Hasrat-O-Yaas Ko Le Kar Shab-E-Gam Aayi Hai) - हसरत-ओ-यास को ले कर शब-ऐ-गम आई हैं
SingerLata Mangeshkar
Music bySalil Chowdhury
LyricistZia Sarhadi
ActorRajendra Kumar, Nalini Jaywant, Usha Kiran, Anwar Husain
Category
MovieAawaz (1956)
Lyrics of Ulfat Ke Hain Kaam Niraale (Hasrat-O-Yaas Ko Le Kar Shab-E-Gam Aayi Hai) - हसरत-ओ-यास को ले कर शब-ऐ-गम आई हैं
hasrat-o-yaas ko le kar shab-e-gam aayi hai
bheed hi bheed hai tanhayi hi tanahayi hai
ulfat ke hai kaam niraale ban ban ke bigad jaate hai
kismat me na ho to saathi mil mil ke bichad jaate hai
ulfat ke hai kaam niraale
ummide bhi hai ek sapna duniya me nahi kuch apna

aansu hai to beh jaate hai arman hai to sad jaate hai
ulfat ke hai kaam niraale
awaaz uthi hai dil se bedard zamane sun le

kal tu bhi ujad jayega ham aaj ujad jaate hai

Comments on song "Ulfat Ke Hain Kaam Niraale (Hasrat-O-Yaas Ko Le Kar Shab-E-Gam Aayi Hai)"
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

Rare and beautiful song. Thank you.