Video of this song from youtube
Umeedon Ki Titliyan - उमीदों की तितलियाँ
SingerSunidhi Chauhan
Music byHitesh Sonik
LyricistRaj Shekhar
Actor
CategoryHappy Songs
MovieAkelli (2023)
Lyrics of Umeedon Ki Titliyan - उमीदों की तितलियाँ
udne lagi dil main umeedon ki titliyan
chune lagi hai aasmaan jagi si aankhoon main
khwabon ka hai ik jahan kholne laga har raastan
dag mag kadam hai phir bhi uljhan me mann hai phir bhi
rukne na de taan hausla
meri kahani bhi banne ko hai daastaan
ik khusnuma si daastaan
mushkilein jane ko hai manzilein aane ko hai
kaisi hogi phir zindagi
mann me irada hai yeh subho se wada hai yeh
raaton se karna kya gila
meri kahani bhi banne
ko hai daastaan

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films