Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.25 - 4 votes
Sad Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Unhe Apna Bana Lena Mujhe Dil Se Bhula Dena - उन्हें अपना बना लेना मुझे दिल से भुला देना
unhe apna bana lena
mujhe dil se bhula dena
jaha apna basa lena
meri duniya mita dena
unhe apna bana lena

ho nazar milna nazar ka ek dhokha tha
samjh lena, nazar ke jis tarah gire aansu
mujhko gira dena
jaha apna basa lena
meri duniya mita dena
unhe apna bana lena

mai kadmo pe giru to
mujhko raste se hata dena
mai gam ki daasta chhedu to
sunkar muskura dena
jaha apna basa lena
meri duniya mita dena
unhe apna bana lena

agar meri tarha tumko bhi
gam bhane lage ek din
agar meri tarha tumko bhi
gam bhane lage ek din
gam bhane lage ek din
to mujhko yaad karna
aur do aansu baha lena
jaha apna basa lena
meri duniya mita dena
unhe apna bana lena
lyrics of song Unhe Apna Bana Lena Mujhe Dil Se Bhula Dena
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Bedardi (1951)
Jasant, Geeta Bali, Nimmi, Cuckoo, Manju, Amirbai Karnataki, Rashid Khan, JeevanGeeta Dutt, Mukesh, Nimmi, Shamshad BegumI C Kapoor, Kedar Sharma, S.H. Bihari, Butaram SharmaRoshanKidar SharmaRanjit MBedardi at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type