Video of this song from youtube
Lyrics of Unhei Qissaa-E-Gham Jo Likhane Ko Baithe To Dekhe Kalam Ki Ravani (Male) - उन्हें किस्सा-ए-ग़म लिखने को बैठे तो देखे कलम कि रवानी
unhe kissa-e-gham likhane ko baithe
to dekhe kalam ki ravani me aansu
ye anmol tare, ye ulfat ke moti
unhe humne bheje nishani me aansu
unhe hum kahani sunane na paye
unhe daag dil ke dikhane na paye
ye aansu humare bade kaam aaye
jubaa ban gaye bejubani me aansu

na samjho ki aansu hai gham ki kahani
ye aansu hai ulfat ki pahli nishaani
mukadar ke katil ka itna karam hai
ke likhe hai meri kahani me aansu
unhe kissa-e-gham

jamane me taqdeer sab ki juda hai
tujhe kuch mila hai
mujhe kuch mila hai
udhar hai teri jindgani me khushiya
idhar hai meri jindgani me aansu
unhe kissa-e-gham likhane jo baithe
to dekhe kalam ki ravani me aansu
lyrics of song Unhei Qissaa-E-Gham Jo Likhane Ko Baithe To Dekhe Kalam Ki Ravani (Male)
Comments on song "Unhei Qissaa-E-Gham Jo Likhane Ko Baithe To Dekhe Kalam Ki Ravani (Male)"
rumahale on Monday, December 17, 2012
Never heard it before - just heard the female version - sad and beautiful
by Asha Bhosle; was so impressed, and, reached here to find. Great song
indeed. Hats off to Hasrat Jaipuri, Madan Mohan and Mohammad Rafi - heart
touching lyrics; I am yet to find on the web; looks as if Rafi Sahab is
singing without music. Thank you.
Vijay Soni on Sunday, August 10, 2014
His voice itself is music, he does not need music
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Naya Kanoon (1965)
Ashok Kumar, Bharat Bhushan, Leela Mishra, Om Prakash, Badri Prasad, Nishi, Kamal Mehra, PoornimaAsha Bhosle, Mohd. RafiHasrat Jaipuri, Saraswati Kumar DeepakMadan MohanR C TalwarNaya Kanoon at IMDB      Naya Kanoon at WikipediaNaya Kanoon at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type