Video of this song from youtube
Vaqt Kaa Saayaa Kisane Taalaa Hai - वक़्त का साया किसने टाला है
Lyrics of Vaqt Kaa Saayaa Kisane Taalaa Hai - वक़्त का साया किसने टाला है
vaqt ka saaya kisne taala hai, vaqt ka saaya kisne taala hai

ho rahega jo hone vaala hai, jo hone vaala hai

din to ye bhi guzar jaayega par ye lamha guzarta nahi
aag hi aag hi aag hai phir kyun suraj pighalta nahi
daag dhone se jaate nahi dard rone se ghatataa nahi
vaqt ka saaya kisne taala hai, vaqt ka saaya kisne taala hai
vaqt ka saaya kisne taala hai, vaqt ka saaya kisne taala hai

nind me saas lete to hai khvaab jaage to mar jaate hai
bebasi hai badi bebasi apne saaye se dar jaate hai
kaun kisase shikayat kare
kaun kisase shikayat kare jo likha hai vo mitataa nahi
vaqt ka saaya kisne taala hai, vaqt ka saaya kisne taala hai
ho rahega jo hone vaala hai, jo hone vaala hai
vaqt ka saaya kisne taala hai, vaqt ka saaya kisne taala hai
vaqt ka saaya kisne taala hai, ho rahega jo hone vaala hai
lyrics of song Vaqt Kaa Saayaa Kisane Taalaa Hai
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films