Video of this song from youtube
Lyrics of Varnan Kare Kya Maiya Shri Ram Ji Ki Shobha - वर्णन करे क्या मईयाँ श्री राम जी की शोभा
varan kare kya maiya
shri ram ji ki shobha
varan kare kya maiya
shri ram ji ki shobha
prithvi pe dharm palak
waisa na koi hoga
varan kare kya maiya
shri ram ji ki shobha
varan kare kya maiya
shri ram ji ki shobha

jan man ka krity ranjan
sab ke hai prem bandhi
faili hai unke yash ki
charo tarf sugandhi
jan man ka krity ranjan
sab ke hai prem bandhi
faili hai unke yash ki
charo tarf sugandhi
bhulega na unhe jo
ek bar dekh lega
varan kare kya maiya
shri ram ji ki shobha
varan kare kya maiya
shri ram ji ki shobha

ratri ke chandrma hai
aur din ke wo ravi hai
kahte hai log unko
vishnu ki wo chhavi hai
ratri ke chandrma hai
aur din ke wo ravi hai
kahte hai log unko
vishnu ki wo chhavi hai
tar jayega wo bhav se
jo nam unka lega
varan kare kya maiya
shri ram ji ki shobha
varan kare kya maiya
shri ram ji ki shobha
prithvi pe dharm palak
waisa na koi hoga
varan kare kya maiya
shri ram ji ki shobha
varan kare kya maiya
shri ram ji ki shobha
lyrics of song Varnan Kare Kya Maiya Shri Ram Ji Ki Shobha
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Lav Kush (1997)
Jeetendra, Jayaprada, Dara Singh, Jayshree Gadkar, Arun Govil, Beena, Isha Gupta, Tiku Talsania, Churni Banerjee, Aditi Chatterjee, Pran, Aruna Irani, Master Aditya, Baby SreshthaS P Balasubramaniam, Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar, Asha Bhosle, Various artists, Usha Mangeshkar, Kavita Krishnamurthy, Alka Yagnik, Kumar SanuDev KohliRaamlaxmanV. Madhusudan RaoDilip KankariaLav Kush at IMDB      Lav Kush at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type