Video of this song from youtube
Wada Ye Kar Sathiya, Saato Janam Sath Ho Sanam Hum Tum - वादा ये कर साथिया, सातों जन्म साथ हो सनम हम तुम
SingerAnand Raj Anand, Shreya Ghoshal
Music byAnand Raj Anand
LyricistAnand Raj Anand
Actor
CategoryRomantic Songs
MovieWajahh (2004)
Lyrics of Wada Ye Kar Sathiya, Saato Janam Sath Ho Sanam Hum Tum - वादा ये कर साथिया, सातों जन्म साथ हो सनम हम तुम
wada ye kar sathiya wada ye kar sathiya
saato janam sath ho sanam hum tum, tum aur hum
sanam hum tum wada ye kar sathiya
wada ye kar sathiya saato janam sath ho sanam
hum tum, tum aur hum sanam hum tum
mujhko baho me tum bar lo yuhi na raat dhal jaye

kahi ek pal me mausam ka irada na badal jaye
o dil ne mujhe kah diya maine bhi sun liya

meri aagosh me aa ja mitta de duriya dilbar

tu mujhse dur jaye to bojh padta hai is dil per
tumko diya hai jiya tumko kaha hai piya

Comments on song "Wada Ye Kar Sathiya, Saato Janam Sath Ho Sanam Hum Tum"
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

This song is a real classic track- Funny its not been popular wra313----