Video of this song from youtube
Wallah Habibi - वल्लाह हबीबी
SingerDipakshi Kalita, Vishal Mishra, Vishal Dadlani
Music byVishal Mishra
LyricistIrshad Kamil
ActorAkshay Kumar, Tiger J. Shroff
Category
MovieBade Miyan Chote Miyan (2024)
Lyrics of Wallah Habibi - वल्लाह हबीबी
reit pe paanv mere
yoon uth sakte karwan mein
jis tarah lau mashalon ki
machalti hai hawa mein
chaand aadha kare chehre ki
teri yeh naqabein,teri aankhon mein saare
shayaron ki hain kitabein
tar batar tu khushbuon se hai
mil gayi tu majhnuon se hai
oh marhabi oh marhabi,aa ishq tu jaga de
wallah habibi,wallah habibi
karaar na mile bayaar na mile
haan pyaar na mile,tareef se bazaar mein
woh husn kya bhala,woh kya hai aashiqui
sanwaar na sake,jo pyaar mein, jo pyaar mein
tar-batar tu khushbuon se hai
mil gayi tu majhnuon se hai
oh marhabi, marhabi,aa ishq tu jaga de
wallah habibi, wallah habibi
wallah habibi, wallah habibi
yoon uth sakte karwan mein
jis tarah lau mashalon ki
machalti hai hawa mein
chaand aadha kare chehre ki
teri yeh naqabein,teri aankhon mein saare
shayaron ki hain kitabein
tar batar tu khushbuon se hai
mil gayi tu majhnuon se hai
oh marhabi oh marhabi,aa ishq tu jaga de
wallah habibi,wallah habibi
karaar na mile bayaar na mile
haan pyaar na mile,tareef se bazaar mein
woh husn kya bhala,woh kya hai aashiqui
sanwaar na sake,jo pyaar mein, jo pyaar mein
tar-batar tu khushbuon se hai
mil gayi tu majhnuon se hai
oh marhabi, marhabi,aa ishq tu jaga de
wallah habibi, wallah habibi
wallah habibi, wallah habibi
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
