Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Wapas Kar Do Meri Nind - वापस कर दो मेरी नींद
wapas kar do meri nind
wapas kar do mera karar
mujhe nahi karna hai pyar
tauba meri, tauba meri, tauba
ab kya ho sakta hai yaar
ab to karna padega pyar
teer najar ka ho gaya paar
tauba meri, tauba meri, tauba meri, tauba
wapas kar do meri nind ho

ye jo dil ka sauda hai
ye jo dil ka sauda hai
bas ek baar ye hota hai
ye jo dil ka sauda hai
bas ek baar ye hota hai
bas ek baar ye hota hai
wapas le lo apna dil
wapas kar do mera dil
mujhe nahi banna dildar
tauba meri, tauba meri, tauba
wapas kar do meri nind

dil ko jara machalne do
dil ko jara machalne do
ye arman nikalne do
dil ko jara machalne do
ye arman nikalne do
ye arman nikalne do
niklenge dil ke arman
sath me niklegi ye jaan
main mahi marne ko taiyar
tauba meri, tauba meri o
wapas kar do meri nind

accha to phir aaj ke baad
accha to phir aaj ke baad
na milna, na karna yaad
accha to phir aaj ke baad
na milna, na karna yaad
na milna, na karna yaad
tujhko gussa aaya to
aaya mujhe gusse pe pyar
dil yu dhadka pahli baar
tauba meri, tauba meri
tauba meri, tauba meri
wapas kar do meri nind
wapas kar do mera karar
mujhe nahi karna hai pyar
tauba meri, tauba meri
tauba meri, tauba meri
ab kya ho sakta hai yaar
ab to karna padega pyar
teer najar ka ho gaya paar
tauba meri, tauba meri, tauba meri, tauba
lyrics of song Wapas Kar Do Meri Nind
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Dil Ne Ikraar Kiya (1992)
Indrani Banerjee, Ravi Behl, Rita Bhaduri, Anupam Kher, Shakti KapoorAmit Kumar, Suparna Anand, Abhijeet, Anu Malik, Sadhna Sargam, Pankaj Udhas, Preeti Sagar, Mohammed Aziz, Asha Bhosle, Suresh Wadkar, Kavita KrishnamurthyAnand BakshiAnu MalikPartho GhoshDil Ne Ikraar Kiya at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type