Video of this song from youtube
Waqt Ko Bhala Kisse Yaari Hai - वक्त को भला किससे यारी है
SingerSapna Mukherjee
Music byAnand Milind
LyricistPrakash Mehra
ActorJuhi Chawla
Category
MovieTalaashi (1995)
Lyrics of Waqt Ko Bhala Kisse Yaari Hai - वक्त को भला किससे यारी है
waqt ko bhala kisse yari hai aaj teri to kal uski bari hai

bhag kar waqt se tu kaha jayega waqt ki har ghadi
tujhpe vari hai tujhpe vari hai

chahe choli badal chahe chehre badal
apne charo taraf ke tu pahre badal
sochta hai agar baat ban jayegi tujhme aur waqt me
kaisi than jayegi

waqt ke dhare jo bhi mode yaha
waqt chode nahi uska namo nisha
waqt ke dhare jo bhi mode yaha
waqt chode nahi uska namo nisha
waqt saya tera waqt aaya tera
hans ke kah de jamane se tu alvida

Comments on song "Waqt Ko Bhala Kisse Yaari Hai"
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

I love this song, though Juhi's dress and dance moves are somewhat awkward
:)