Video of this song from youtube
Wo Khat Ke Purje Uda Raha Tha - वो खत के पुर्जे उड़ा रहा था
Lyrics of Wo Khat Ke Purje Uda Raha Tha - वो खत के पुर्जे उड़ा रहा था
wo khat ke purze uda raha tha
hawaon ka rukh dikha raha tha
wo khat ke purze uda raha tha

kuch aur bhi ho gaya numaaya
main apna likha mita raha tha
hawaon ka rukh dikha raha tha
wo khat ke purze uda raha tha

usi ka eemaan badal gaya hai
kabhi jo mera khuda raha tha
hawaon ka rukh dikha raha tha
wo khat ke purze uda raha tha

wo ek din ek ajnabi ko
meri kahani suna raha tha
hawaon ka rukh dikha raha tha
wo khat ke purze uda raha tha

wo umr kam kar raha tha meri
main saal apne badha raha tha
hawaon ka rukh dikha raha tha
wo khat ke purze uda raha tha
hawaon ka rukh dikha raha tha
lyrics of song Wo Khat Ke Purje Uda Raha Tha
Comments on song "Wo Khat Ke Purje Uda Raha Tha"
Upasna Siag on Wednesday, October 02, 2013
वो ख़त के पुर्जे उड़ा रहा था, हवाओं का रुख दिखा था, कुछ और ही हो गया
नुमायाँ, मैं अपना लिखा मिटा रहा था, उसी का ईमां बदल गया है, कभी जो मेरा
खुदा रहा था, वो एक दिन एक अजनबी को, मेरी कहानी सुना रहा था, वो उम्र कम कर
रहा था मेरी, मैं साल अपने बढ़ा रहा था..
Ramatar Yadav 'Sahar' on Monday, January 26, 2015
Bahut khubsurat Gazal h. Ek lmbe samay bad aisy gazal sunkar dil ko bahut
sukun mila. Long live- Jigar sahib, Jagjit Singh ji.
Priyeshnarayanan on Monday, October 10, 2011
@shamimsgs I had the cassette of Marasim.. used to listen to this over and
over again :).. Peace for his soul
jim singh on Monday, June 10, 2013
I love these old songs jagit the best ever there can be no other gone but
the memories still lives on
umarmunir20011 on Thursday, April 12, 2012
I can't live without this melody, itz one of best ghazals i have ever listen...thumps up !!!
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films