Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Wo Mile Nahi Kayi Din Se - वो मिले नहीं कई दिन से
wo mile nahi
wo mile nahi kayi din se
mil kar nain bichad gaye jinse
haye wo mile nahi kayi din se
din se wo mile nahi kayi din se

wo mile nahi kayi din se
mil kar nain bichad gaye jinse
haye wo mile nahi kayi din se
din se wo mile nahi kayi din se

mai to nain milaye pachtayi re
haye pachtayi re
mai to nain milaye pachtayi re
mere man ki meet harjai re
o mere man ki meet harjai re
dukh apne kahu mai tumse
dukh apne kahu mai tumse
haye wo mile nahi kayi din se
mil kar nain bichad gaye jinse
haye wo mile nahi kayi din se

tohe yad mori nahi aaye re
nahi aaye re nahi aaye re
mohe yad teri tadpaye re
tadpaye re tadpaye re
tohe yad mori nahi aaye re
nahi aaye re nahi aaye re
mohe yad teri tadpaye re
tadpaye re tadpaye re
phir kaise bache uljhan se
phir kaise bache uljhan se
haye wo mile nahi kayi din se
mil kar nain bichad gaye jinse
haye wo mile nahi kayi din se

mere dil me pyar basake
wo aaye nahi phir jake
ji wo aaye nahi phir jake
mere dil me pyar basake
wo aaye nahi phir jake
ji wo aaye nahi phir jake
piya ruth gaye birhan se
piya ruth gaye birhan se
haye wo mile nahi kayi din se
mil kar nain bichad gaye jinse
haye wo mile nahi kayi din se
wo mile nahi
wo mile nahi kayi din se
mil kar nain bichad gaye jinse
lyrics of song Wo Mile Nahi Kayi Din Se
Comments on song "Wo Mile Nahi Kayi Din Se"
kuckudk on Tuesday, June 26, 2012
She was married to the music composer Anil Biswas. Anil Biswas died in
Delhi in May 2003. His sons, Amar Biswas and Utpal Biswas, better known as
Amar-Uptal, are Bollywood music composers, and have composed music for hit
films such as Shahenshah (1988) and Aaja Meri Jaan (1993).One of Kapoor's
most famous songs is "Aana meri jaan sunday ke sunday", a duet with
Chitalkar and Shamshad Begum from the movie Shehnai.
saz9297 on Tuesday, June 26, 2012
meena kapoor is a good female singer. her many songs were superb. but if
you watch her songs, you will observe she never sang with open throat,
rather compressing her voice. i cannot explain anyhow she poses like a
'allhad'' girl though not thank you julmi baba
Riaz Ali on Saturday, June 23, 2012
Meena Kapoor ji has a peculiar style like Geeta Dutt having maturity and
dignity in her heavenly voice.I have heard not more than 30-32 songs but
all are my favourite. Thanks julmibaba for airing such rare gems. Long live.
Bhupinder Pujji on Wednesday, June 27, 2012
aisa gaana aasaaan nahi hai bahut hee achhi baat hai us zamaane ki baat hai
jab compositions aisi hoti theen bhupinder pujji
DK Sharma on Tuesday, June 26, 2012
I gathered the following information about Meena Kapoor

Meena Kapoor was a playback singer in Hindi cinema, who sang mainly during the 1940s and 1950s, singing hits such as "Rasiya Re Man Basiya Re" from Pardesi (1957). She was a friend of the singer Geeta Dutt; the two had similar vocal styles.
(to be continued)
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Putli (1950)
Yaqub, Mumtaz Shanti, Pran, Cuckoo, Husn Banu, Shreenath, Prem Dhawan, ManjuMeena Kapoor, Shamshad Begum, Geeta DuttWali SahabAziz Hindi, Ghulam HaiderWaliPutli at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type