Video of "Wo Ruth Gaye Dil Tut Gaya" from YouTube
Videos of this song are available at YouTube, however embedding of these videos is not available.
You can visit these YouTube links for videos of the song:
https://www.youtube.com/watch?v=VM5CnoXS7CE
https://www.youtube.com/watch?v=sH1vjNEHntM
https://www.youtube.com/watch?v=nWU0YM7kM0o
Advertisement
Wo Ruth Gaye Dil Tut Gaya - वो रूठ गये दिल टूट गया
SingerGeeta Dutt
Music byKhurshid Anwar
LyricistNakhshab Jaaravchi
ActorMadhubala, Ashok Kumar, Geeta Bali
MovieNishana (1950)
Lyrics of Wo Ruth Gaye Dil Tut Gaya - वो रूठ गये दिल टूट गया
wo ruth gaye dil tut gayaa
duniyaa me hamaaraa koi nahi
ai duniyaa waalo ham jaisaa
taqadir kaa maaraa koi nahi
ab dukh kaa bhanwar hai aur dil hai
kashti ko bachana mushkil hai
ab dukh kaa bhanwar hai aur dil hai
kashti ko bachaanaa mushkil hai
majadhaar me maajhi chhod gayaa
tufaan hai kinaaraa koi nahi
ai duniyaawaalo ham jaisaa
taqadir kaa maaraa koi nahi
khushiyo kaa zamaanaa bit gaya o
ulfat kaa fasaanaa khatm huaa
khushiyo kaa zamaanaa bit gaya o
ulfat kaa fasaanaa khatm huaa
jine ki tamannaa kyaa hogi jine kaa sahaaraa koi nahi
wo ruth gaye dil tut gayaa duniyaa me hamaaraa koi nahi
ai duniyaawaalo ham jaisaa taqadir kaa maaraa koi nahi
duniyaa me hamaaraa koi nahi
ai duniyaa waalo ham jaisaa
taqadir kaa maaraa koi nahi
ab dukh kaa bhanwar hai aur dil hai
kashti ko bachana mushkil hai
ab dukh kaa bhanwar hai aur dil hai
kashti ko bachaanaa mushkil hai
majadhaar me maajhi chhod gayaa
tufaan hai kinaaraa koi nahi
ai duniyaawaalo ham jaisaa
taqadir kaa maaraa koi nahi
khushiyo kaa zamaanaa bit gaya o
ulfat kaa fasaanaa khatm huaa
khushiyo kaa zamaanaa bit gaya o
ulfat kaa fasaanaa khatm huaa
jine ki tamannaa kyaa hogi jine kaa sahaaraa koi nahi
wo ruth gaye dil tut gayaa duniyaa me hamaaraa koi nahi
ai duniyaawaalo ham jaisaa taqadir kaa maaraa koi nahi
Poetic Translation - Lyrics of Wo Ruth Gaye Dil Tut Gaya - वो रूठ गये दिल टूट गया
They have turned away, my heart is shattered,
In this world, none belong to me.
O people of the world, like us,
None are struck down by destiny.
Now, a whirlpool of sorrow, and this heart,
To save the boat, a struggle starts.
Now, a whirlpool of sorrow, and this heart,
To save the boat, a struggle starts.
In the midst of the stream, the boatman fled,
A storm rages, no shore in sight.
O people of the world, like us,
None are struck down by destiny.
The era of joy has passed away,
The tale of love has reached its end.
The era of joy has passed away,
The tale of love has reached its end.
What longing for life, when no support remains?
They have turned away, my heart is shattered,
In this world, none belong to me.
O people of the world, like us,
None are struck down by destiny.
In this world, none belong to me.
O people of the world, like us,
None are struck down by destiny.
Now, a whirlpool of sorrow, and this heart,
To save the boat, a struggle starts.
Now, a whirlpool of sorrow, and this heart,
To save the boat, a struggle starts.
In the midst of the stream, the boatman fled,
A storm rages, no shore in sight.
O people of the world, like us,
None are struck down by destiny.
The era of joy has passed away,
The tale of love has reached its end.
The era of joy has passed away,
The tale of love has reached its end.
What longing for life, when no support remains?
They have turned away, my heart is shattered,
In this world, none belong to me.
O people of the world, like us,
None are struck down by destiny.
Nishana (1950) - Movie Details
Film CastAshok Kumar, Madhubala, Shyama, Geeta Bali, Yaqub, K N Singh, Misra, S M Abbas, Mukri, Balam, Cuckoo, Kanhaiya Lal, Durga Khote, Shanti Modak, Nawab
SingerShamshad Begum, Geeta Dutt, Rajkumari
LyricistNakshab Jarchvi
Music ByKhurshid Anwar
DirectorWajahat Mirza
External LinksNishana at IMDB
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

