Video of this song from youtube
Advertisement
Wo Sukhe Phool Tum Apni - वो सुखें फूल, तुम अपनी किताबों से हटा देना
SingerJaswant Singh
Music byNikhil Vinay
LyricistPrashant Vatsala
Actor
CategoryGhazals
MovieShikhar (1995)
Lyrics of Wo Sukhe Phool Tum Apni - वो सुखें फूल, तुम अपनी किताबों से हटा देना
wo sukhe phool, tum apni kitabo se hata dena

jaha tak ho sake har naksh chahat ka mita dena

tumhari bewafai dusro par kyun ujaagar ho

mere kuch khat tumhare paas hain unko jala dena

kabhi apne taaluk ki
agar baat aa bhi jaati hain
kabhi apne taaluk ki
agar baat aa bhi jaati hain
kabhi apne taaluk ki
agar baat aa bhi jaati hain
to hans kar taal jana
ye ke baato me uda dena

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement