Video of this song from youtube
Ya Khudara Maaf Kar Mera Insaf Kar - या खुदारा माफ कर मेरा इंसाफ कर
Lyrics of Ya Khudara Maaf Kar Mera Insaf Kar - या खुदारा माफ कर मेरा इंसाफ कर
ya khudara maaf kar ya khudara maaf kar
mera mera insaf kar ya khudara maaf kar
kyu ufanta hai samandar sine ke ek kone me
ho kyun ufanta hai samandar sine ke ek kone me
khwa ke gardish khwahishe ab aag behti rone me
aag behti rone me ya khudara maaf kar

mera mera insaf kar ya khudara maaf kar
teri nazre ho karam ab matame halat hai
oh teri nazre ho karam ab matame halat hai
chal rahi sanse magar ruh meri bejaan hai
ruh meri bejan hai ya khudara maaf kar
mera mera insaf kar ya khudara maaf kar
ya khudara maaf kar
lyrics of song Ya Khudara Maaf Kar Mera Insaf Kar
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films