Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon

Video of this song from youtube
Average Rating : 3.00
Total Vote(s) : 1
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Ya Qurbaan - या कुर्बान
ya qurbaan ya qurbaan
husn walo pe jaan kurbaan
ya qurbaan ya qurbaan
husn walo pe jaan kurbaan
tabah karte hain ye adao se apni
tabah karte hain ye adao se apni
nigaah-e-raaz se khanjar chalane lagte hai
ye husn wale, ye husn wale
ladakpan me bhole hote hain
jawan hote hi, jawan hote hi
gul khilane lagte hain
jawan hote hi gul khilane lagte hain
ya qurbaan ya qurbaan
husn walo pe jaan kurbaan
husn walo pe jaan kurbaan

ruksana main hu ruksana
ruksana main hu ruksana
jab se hui main jawan
jab se hui main jawan
rabba rabba rabba kare
dekho sara jahan
ruksana main hu ruksana
o sultana main hu sultana
sultana main hu sultana
jab se hui main jawan
jab se hui main jawan
tauba tauba tauba kare
dekho sara jahan
sultana main hu sultana
ha ruksana main hu ruksana
sultana main hu sultana
ruksana main hu ruksana
ya qurbaan ya qurbaan
husn walo pe jaan kurbaan

ye jawani haye ye jawani
ye jawani haye ye jawani
jab se aai ye jawani
shoro gul mach gaya
oye hoye shoro gul mach gaya
jisne dekhi meri surat
usne katil kaha
ha ha usne katil kaha
koi mujhe rani kahe
koi dilbar jani kahe
koi mujhe rani kahe
koi dilbar jani kahe
koi kahe apni jaam
aaye haye ruksana main hu ruksana
ha sultana main hu sultana
ha ha ruksana main hu ruksana
sultana main hu sultana
ya qurbaan ya qurbaan
husn walo pe jaan kurbaan

ye adaye haye ye adaye
ye adaye haye ye adaye
ye kayamat ka nazara
ye adaye meri
ha ha ye adaye meri
muskura ke jisko dekha
us pe bijli giri
oye hoye us pe bijli giri
hans ke main dil todu
sab pe main teer chhodu
hans ke main dil todu
sab pe main teer chhodu
kas ke najar ki kamaan
haye haye ruksana main hu ruksana
ha sultana main hu sultana
jab se hui main jawan
jab se hui main jawan
rabba rabba rabba kare
dekho sara jahan
ruksana main hu ruksana
sultana main hu sultana
ruksana main hu ruksana
sultana main hu sultana
ya qurbaan ya qurbaan
husn walo pe jaan kurbaan
ya qurbaan ya qurbaan
husn walo pe jaan kurbaan
lyrics of song Ya Qurbaan
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Saboot Mangta Hai Kanoon (1994)
Raj babbar, Anita RajMahendra DehlviKalyanji AnandjiSaboot Mangta Hai Kanoon at IMDB      Saboot Mangta Hai Kanoon at YouTube     |    Saboot Mangta Hai Kanoon at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type