Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.50 - 2 votes
Ghazals
Video of this song from youtube
Lyrics of Yaa Rab Meri Hayat Se - या रब मेरी हयात से
ya rab meri hayaat se
gam ka asar na jaye
ya rab meri hayaat se
gam ka asar na jaye
jab tak kisi ki julfen
parishaan sanvar naa jaaye
ya rab meri hayaat se
gam ka asar na jaye

main unke saamne se, gujrta hu isliye
main unke saamne se, gujrta hu isliye
karek taluk ka ehsaas mar na jaye
ya rab meri hayaat se
gam ka asar na jaye
ya rab meri hayaat se
gam ka asar na jaye

mere junun ko julf ke, saye se dur rakh
mere junun ko julf ke, saye se dur rakh
raste me chhaon pa ke, musafir thahar na jaye
ya rab meri hayaat se
gam ka asar na jaye
ya rab meri hayaat se
gam ka asar na jaye

rahta hu isliye main, hasino se dur dur
rahta hu isliye main, hasino se dur dur
dar hai koi karib se, hokar gujar na jaye
ya rab meri hayaat se
gam ka asar na jaye
ya rab meri hayaat se
gam ka asar na jaye
jab tak kisi ki julfen
parishaan sanvar naa jaaye
ya rab meri hayaat se
gam ka asar na jaye
ya rab meri hayaat se
gam ka asar na jaye
lyrics of song Yaa Rab Meri Hayat Se
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Shahkaar (Talat Aziz) (1997)
Talat AzizIbrahim Ashq, Qateel Shifai, Fana Nizami Kanpuri, Zafar Kaleem, Anwar Mirza Puri, Hasan KazmiTalat Aziz
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type