Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.60 - 5 votes
Sad Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Yad Aa Raha Hai Dil Ko, Bhula Hua Jamanna - याद आ रहा है दिल को, भुला हुआ जमाना
yad aa raha hai dil ko yad aa raha hai dil ko
bhula hua zamana yad aa raha hai dil ko
yad aa raha hai dil ko bhula hua zamana
yad aa raha hai dil ko

har shay pe zindagi thi har chij par jawani
aankho me kahani hotho pe ek tarana
yad aa raha hai dil ko yad aa raha hai dil ko
bhula huya zamana yad aa raha hai dil ko

unki adaye dil ko ab yad aa rahi hai
chupke se unka aana aur mujhko chhed jana
yad aa raha hai dil ko yad aa raha hai dil ko
bhula hua zamana yad aa raha hai dil ko

dil jo khabar nahi thi ban jayega kisi din
do din ka muskurana rone ka ek bahana
yad aa raha hai dil ko yad aa raha hai dil ko
bhula hua zamana ad aa raha hai dil ko
yad aa raha hai dil ko bhula hua zamana
yad aa raha hai dil ko
lyrics of song Yad Aa Raha Hai Dil Ko, Bhula Hua Jamanna
Comments on song "Yad Aa Raha Hai Dil Ko, Bhula Hua Jamanna"
TheDeepakp on Sunday, January 19, 2014
FILM: "AMAR KAHANI" - 1949.
Film cast: Jairaj, Suraiya, Ranjana, Jagdish Mehta
Singer: Suraiya, Geeta Dutt
Lyricist: Rajendra Krishan
Music Director: Husanlal Bhagatram
Film Director: Brij Sharma
TheDeepakp on Friday, April 04, 2014
Dear Ajayji
Same song is listed in film "KANCHAN" ?
Did this film had two names? "Kanchan" & "Amar Kahani" ?
TheDeepakp on Friday, April 04, 2014
Sirji
This happens repeatedly in "Atul's bollywood song a day".
syed2247 on Sunday, February 21, 2010
Very nice. Thanks or sharing.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Kanchan (1955)
Jairaj, Suraiya, Raj Mehra, Ranjana, Sapru, AjitGeeta Dutt, SuraiyaRajindra KrishanHusnlal BhagatramBrij SharmaKanchan at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type