Video of this song from youtube
Yaad Aayi Aadhi Raat Ko, Kal Raat Ki Tauba - याद आयी आधी रात को,कल रात की तौबा
Lyrics of Yaad Aayi Aadhi Raat Ko, Kal Raat Ki Tauba - याद आयी आधी रात को,कल रात की तौबा
yaad aayi aadhi raat ko
yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki toba
dil puchta hai jhum ke kis baat ki toba, toba
yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki toba
dil puchta hai jhum ke kis baat ki toba

marne bhi na denge mujhe, dusman meri jaan ke
marne bhi na denge mujhe, dusman meri jaan ke
har baat pe kahte hai ke kis baat ki toba
yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki toba
dil puchta hai jhum ke kis baat ki toba

saki mujhe baatla to de muh fer ke mat has
saki mujhe baatla to de muh fer ke mat has
ki maine agar pi ke do to kis baat ki toba
yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki toba
dil puchta hai jhum ke kis baat ki toba

chahat me wafa aur wo mar mitne ki kasme
chahat me wafa aur wo mar mitne ki kasme
kya khwab tha bahke hue jajbaat ki toba
yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki toba
dil puchta hai jhum ke kis baat ki toba, toba
yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki toba
kal raat ki toba
lyrics of song Yaad Aayi Aadhi Raat Ko, Kal Raat Ki Tauba
Comments on song "Yaad Aayi Aadhi Raat Ko, Kal Raat Ki Tauba"
Mohd Idries on Wednesday, July 11, 2012
marne bhi na denge mujhe dushman meri jaan ke har baat pe kahte he ke kis
baat ki toba,.,,,saki mujhe batla to de muh fer ke mat has ki mene agar pi
hai to kis bat ki toba
Lalita Mokashi on Saturday, June 13, 2015
Rajsahab used to say " I am the body, Mukesh is my soul " Indeed so,
SJ, Shailendra, Mukesh, raajsahab Tobaa! Tobaa!! Ab eske aage aur kyaa
kahe. Thanks AY.
Suhaas Paradkar on Wednesday, May 13, 2015
SJ have given us so many unforgettable #s...it's mind boggling. Hats
Off to the great jodi !!
Spark Trades on Saturday, August 15, 2015
CHAHAT MAIN WAFA AUR WOH MAR MITNE KI QASMAIN.KYA KHAB THA BEHKE HUYE
JAZBAT KI TAUBA
Suhaas Paradkar on Tuesday, May 08, 2012
SJ at their best...
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films