Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.33 - 3 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Yaad Piya Ki Aaye - बिंदिया जब टिमटिमाये
bindiya jab timtimaye
kangna jab khankhanaye
payal jab shor machaye
piya piya ho aaja piya piya
jiya jiya na laage mera jiya
are nind na mujhko aye
hay chain na mujhko aaye
jaan meri ab jaaye
piya piya ho aaja piya piya
jiya jiya na laage mera jiya
kisi se pyar karke, ye dhokha kha rahi hu
laga ke rog dil ka, bahut pachhta rahi hu
yaad piya ki aaye, ye dukh to saha na jaye
yaad piya ki aaye, ye dukh to saha na jaye
yaad piya ki aaye, ye dukh to saha na jaye

mera dil to tadpe aise, koi ghayal panchhi jaise
main diwani ho gayi hu, ye batau sabko kaise
piya piya ho aaja piya piya
jiya jiya na laage mera jiya
milan ki pyas lekar, naya ehsaas lekar
na ji paungi ab main, ye tuti aas lekar
mere julmi piya se, koi kah de ye ja ke
ki le jaye wo ab to, mujhe dulhan bana ke
piya piya ho aaja piya piya
jiya jiya na laage mera jiya
yaad piya ki
are yaad piya ki aaye, ye dukh to saha na jaye
yaad piya ki aaye, ye dukh to saha na jaye
yaad piya ki aaye, ye dukh to saha na jaye

teri khatir jane jana, rishte sab tod aaya
jo na aaye tere dar tak, main wo raahe chhod aaya
piya piya ho aaja piya piya
jiya jiya na laage mera jiya
jo gujri dil pe mere, wo main hi janti hu
karega fir tu dhokha, tujhe pahchanti hu
teri har baat jhuthi, tu jhutha hain diwana
tujhe main bhul baithi, mujhe tu bhul jana
piya piya ho aaja piya piya
jiya jiya na laage mera jiya
he yaad teri jo aaye, ye dukh to saha na jaye
yaad teri jo aaye, ye dukh to saha na jaye
yaad teri jo aaye, ye dukh to saha na jaye
yaad piya ki aaye, ye dukh to saha na jaye
piya piya ho aaja piya piya
jiya jiya na laage mera jiya
piya piya ho aaja piya piya
jiya jiya na laage mera jiya
piya piya
lyrics of song Yaad Piya Ki Aaye
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Ram Aur Shyam (1996)
Samrat, Manek Bedi, Divya Dutta, Kanchan, Tinu Anand, Om Puri, Danny Denzongpa, Amrit PatelRaju MavaniRaju MavaniRam Aur Shyam at IMDB      Ram Aur Shyam at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type