Video of this song from youtube
Advertisement
Yaad Teri Yaad Jab Aati Hai - याद तेरी याद जब आती है
Lyrics of Yaad Teri Yaad Jab Aati Hai - याद तेरी याद जब आती है
dil ko tadpati hai mujhe kitna satati hai
ho dil ko tadpati hai mujhe kitna satati hai
yaad teri yaad jab aati hai o yaad teri yaad jab aati hai
deewana banati hai pagal kar jati hai
ho deewana banati hai pagal kar jati hai
yaad teri yaad jab aati hai
o yaad teri yaad jab aati hai

tanha safar ab gujarta nahi kaisa nasha hai jo utarta nahi
tanha safar ab gujarta nahi kaisa nasha hai jo utarta nahi
tere bina ye jivan savarta nahi kahi ek pal bhi thaharta nahi
meri ninde udati hai mera chain churati hai
chupke se aati hai dhadkan ban jati hai
yaad teri yaad jab aati hai o yaad teri yaad jab aati hai

jabse hai dekha nigaho ne tumko
shamosehar ki khabar hai na humko
jabse hai dekha nigaho ne tumko
shamosehar ki khabar hai na humko
hasrat hai itni gale se laga lo
hume tum nigaaho mein apni chupa lo
saanso mein samati hai meri jaa ban jati hai
khushboo bikharati hai tan man mehakati hai
yaad teri yaad jab aati hai o yaad teri yaad jab aati hai
dil ko tadpati hai mujhe kitna satati hai
deewana banati hai pagal kar jati hai
yaad teri yaad jab aati haio yaad teri yaad jab aati hai
yaad teri yaad jab aati hai o yaad teri yaad jab aati hai
lyrics of song Yaad Teri Yaad Jab Aati Hai
Comments on song "Yaad Teri Yaad Jab Aati Hai"
Shaikh Kazma on Friday, June 12, 2015
Soooooo sweettttttt song . I like it
ajay danjay Kumar on Sunday, March 23, 2014
Nice Emmi bhai ♥ ♥ 
ajay danjay Kumar on Sunday, March 23, 2014
my fav..Emmi bhai

ajay danjay Kumar on Sunday, March 23, 2014
my fav..Emmi bhai

vinayak goud on Monday, October 29, 2012
nice and class song
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement