Video of this song from youtube
Yaadein Yaad Aati Hain - यादे याद आती है
Lyrics of Yaadein Yaad Aati Hain - यादे याद आती है
yaade yaad aati hai
jaan meri jaan meri jaan jaati hai
yaade yaad aati hai
ho jaan meri jaan meri jaan jaati hai
yaade yaad aati hai
ho jaan meri jaan meri jaan jaati hai jaati hai

jab dur hote ho tum kyun mujhko darr sa lage
jab dur hote ho tum kyun mujhko darr sa lage
raato ke sannato me saaya juda se lage
yaade yaad aati hai
jaan meri jaan meri jaan jaati hai

dil ke dariche me jo chupke se dastak si ho
dil ke dariche me chupke se dastak si ho
koi teri aahat hai kyun mujhko aisa lage
yaade yaad aati hai
jaan meri jaan meri jaan jaati hai
yaade yaad aati hai
ha jaan meri jaan meri jaan jaati hai
lyrics of song Yaadein Yaad Aati Hain
Comments on song "Yaadein Yaad Aati Hain"
TheAkanksha2010 on Friday, March 18, 2011
love this song it expresses the pain of missing someone whn someone goes 4ever
Md Musthu on Thursday, June 24, 2010
Nice one..
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films