Video of this song from youtube
Advertisement
Yaar Bachpan Ka - यार बचपन का कोई पुराना मिले
thumb coming soon

4.00 - 2 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Yaar Bachpan Ka - यार बचपन का कोई पुराना मिले
yaar bachpan ka koi purana mile
yaar bachpan ka koi purana mile
kaash gujara huaa jamana mile
yaar bachpan ka koi purana mile
kaash gujara huaa jamana mile
yaar bachpan ka koi purana mile

varna dil ki dhadakane ka matlab kya
varna dil ki dhadakane ka matlab kya
dil mila hain to dil lagana mile
dil mila hain to dil lagana mile
kaash gujara huaa jamana mile
yaar bachpan ka koi purana mile

meri khamoshiyo ko sun to jara
meri khamoshiyo ko sun to jara
iname mumkin hai tera fasana mile
iname mumkin hai tera fasana mile
kaash gujara huaa jamana mile
yaar bachpan ka koi purana mile

jab bahana nahi bacha koi
jab bahana nahi bacha koi
fir naya kaise koi bahana mile
fir naya kaise koi bahana mile
kaash gujara huaa jamana mile
yaar bachpan ka koi purana mile
lyrics of song Yaar Bachpan Ka
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films