Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.33 - 3 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Yaaro Manao Jashne Bahara
yaaron manaao
jashn e bahaaraan
maan gayi
maan gayi mehbooba
yaaron manaao
jashn e bahaaraan
maan gayi
maan gayi mehbooba
aaj sajegi
mehfil yaaraa
maan gayi
maan gayi mehbooba

milne ko mili wo
har rut har
ghataa ke neechhe
par ye nahin jaana
gham kya hai
nazar ke piche ae
milne ko mili wo
har rut har
ghataa ke nichhe
par ye nahi jaana
gham kya hai
nazar ke pichhe
magar aaj to
mera dard bhi
pehchaan gayi mehbooba
yaaron manaao
jashn e bahaaraan
maan gayi
maan gayi mehbooba
aaj sajegi mehfil yaaraa
maan gayi
maan gayi mehbooba

usne sun li hai
har hasrat hamaare jee ki
aayegi mere ghar tak
ghunghat mein wo
chaandni si
usne sun li hai
har hasrat hamaare ji ki
aayegi mere ghar tak
ghunghat mein wo
chaandni si
wo hi baat jo
main naa keh sakaa
wahi maan gayi
mehbooba
yaaron manaao
jashn e bahaaraan
maan gayi
maan gayi mehbooba
aaj sajegi mehfil yaaraa
maan gayi
maan gayi mehbooba
lyrics of song Yaaro Manao Jashne Bahara
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Maa (1968)
Usha Mangeshkar, Mukesh, Lata Mangeshkar, Kishore KumarMajrooh SultanpuriChitraguptaMaa at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type